TUJHSE MOHABBAT LYRICS – Piyush Shukla

Tujhse Mohabbat Lyrics – Piyush Shukla: This is a Hindi romantic track sung and written by Piyush Shukla. Its music is given by Shtak Sharma and video is directed by Akshay K Agarwal.

Tujhse Mohabbat lyrics by Piyush Shukla

Tujhse Mohabbat – Piyush Shukla


Tujhse mohabbat ho gayi hai
Kaise jiyun ab yaara x (2)

Dil mein basi bas tu hi tu hai
Kaise jiyun ab yaara
Tu hi toh meri zindagi hai
Kaise jiyun ab yaara

Tujhse mohabbat ho gayi hai
Kaise jiyun ab yaara x (2)

Tera intezar karoon
Tujhse hi pyar karoon

Mere sapnon mein tujhe
Main ikraar karoon

Yaadon mein meri tu basi hai
Kaise jiyun ab yaara
Tu hi toh meri zindagi hai
Kaise jiyun ab yaara

Tujhse mohabbat ho gayi hai
Kaise jiyun ab yaara x (2)

Teri galiyon mein
Tujhe hi dhondhta hoon
Tere hi khwaabom mein
Khoya sa rehta hoon x (2)

Aankhon mein meri phir nami hai
Kaise jiyun ab yaara x (2)

Tujhse mohabbat ho gayi hai
Kaise jiyun ab yaara x (2)


Advertisement


Tujhse Mohabbat Song Detail

Lyrics by: Piyush Shukla
Singer: Piyush Shukla
Composer: Shtak Sharma