JAI HIND KI SENA LYRICS – SHERSHAAH

Jai Hind Ki Sena Lyrics from Shershaah is latest Hindi song sung and music given by Vikram Montrose. Jai Hind Ki Sena song lyrics are written by Manoj Muntashir.

Jai Hind Ki Sena Lyrics from Shershaah

Jai Hind Ki Sena Lyrics


Swadharme nidhanam shreya
Swadharme nidhanam shreya

Jai jai jai
Jai jai jai
Jai jai jai

Swadharme nidhanam shreya
Jai jai jai
Swadharme nidhanam shreya

Suraj ki tarah jalta jaa tu
Aandhi ki tarah badhta jaa tu

Chalta jaa tu chalta jaa
Yeh dharam hai tera ladta jaa

Suraj ki tarah jalta jaa tu
Aandhi ki tarah badhta jaa tu
Kadam yeh tere kabhi rukein na

Jai Hind ki sena
Jai Hind ki sena

Jai Hind ki sena

Bankaron pe bomb gira ke
Bol zindabad tu
Shershah hardam rahega
Sarhadon ko yaad tu

Phoonkta jaa phoonkta jaa
Zalimon ki bastiyan
Dushmanon ko kya pata hai
Aag ki aulad tu

Bankaron pe bomb gira ke
Bol zindabad tu
Shershah hardam rahega
Sarhadon ko yaad tu

Phoonkta jaa phoonkta jaa
Zalimon ki bastiyan
Dushmanon ko kya pata hai
Aag ki aulad tu


Ghaav badan pe sehta jaa tu
Bharat Bharat kehta jaa tu
Parvat parvat chadhta jaa tu
Veer bahadur ladta jaa

Shapath hai tujhko is maati ki
Ladna jab tak jaan hai baaki
Dam ruk jaayein kadam ruke na

Jai Hind ki sena
Jai Hind ki sena

Jai Hind ki sena

Advertisement


Jai Hind Ki Sena Song Detail

Film/Album: Shershaah
Lyrics by: Manoj Muntashir
Singer: Vikram Montrose
Composer: Vikram Montrose