FILHAAL 2 MOHABBAT LYRICS – B PRAAK
Filhaal 2 Mohabbat Lyrics by B Praak starring Akshay Kumar is recently released Punjabi song with music given by the B Praak himself. Filhaal 2 Mohabbat song lyrics are written by Jaani and music video is directed by Arvindr Khaira.
Filhaal 2 Mohabbat Lyrics
Ek baat batao to yaadon mein marte ho
Kya tum humse ab bhi mohobbat karte ho
Ek baat batao to yaadon mein marte ho
Kya tum humse ab bhi mohobbat karte ho
Tum jinke ho abhi unke bare batana
Kya aata hai unko tumhein chup karana
Tum jinke ho abhi unke bare batana
Kya aata hai unko tumhein chup karana
Jaani ne ro ro ke samundar bhar diye
Kya tum bhi ro ro ke nadiya bharte ho
Ek baat batao to yaadon mein marte ho
Kya tum humse ab bhi mohobbat karte ho
Meri is gall da koi jawab de dena
Eh khud nu sawal baar baar karaan main
Eh khud nu sawal baar baar karaan main
Main pyaar karaan ohnu jo pyaar kare mainu
Ya ohda ho jaan jihde naal pyar karaan main
Ya ohda ho jaan jihde naal pyar karaan main
Itna fark meri aur unki mohobbat mein
Hum tumse darte the tum unse darte ho
Ek baat batao to yaadon mein marte ho
Kya tum humse ab bhi mohobbat karte ho
Woh kaun hai mujhse puche
Meri humsafar har bari
Ho tere naam se pukaar baithe use kayi baari
Ho tere naam se pukaar baithe use kayi baari
Jo hum tere na huye unke bhi honge na
Hum waada karte hain kya tum bhi karte ho
Ek baat batao to yaadon mein marte ho
Kya tum humse ab bhi mohobbat karte ho
Itna na karo tum yaad ke dil todna pad jaye
Hum jiske hain abhi usse chhodna pad jaye
Itna na karo tum yaad ke dil todna pad jaye
Hum jiske hain abhi usse chhodna pad jaye
Tumhe jo bhi kehna hai keh do
Itna kyun darte ho
Tum hum pe zyada marte the
Ya unn pe marte ho
Main ab to chala gaya hoon ab to jawaab do
Kya tum humse ab bhi mohobbat karte ho
Filhaal 2 Mohabbat Song Detail
Lyrics by: Jaani
Singer: B Praak
Composer: B Praak