DIL APNI HADDON SE LYRICS – VIRGIN BHANUPRIYA

Dil Apni Haddon Se Lyrics from Virgin Bhanupriya is latest song sung by Jyotica Tangri. Dil apni haddon se song lyrics are written by Manoj Yadav and music is given by Chirantan Bhatt.

Dil Apni Haddon Se Lyrics from Virgin Bhanupriya

Dil Apni Haddon Se – Jyotica Tangri


Dil apni haddon se nikal kar
Teri had mein jaa baitha hai
Jaa baitha hai, jaa baitha

Dil apni haddon se nikal kar
Teri had mein jaa baitha hai
Jaa baitha hai, jaa baitha

Bas issi zid mein ulajhkar
Har haal tu, tu mera hai
Tu mera hai

Tu mujhko oh jeene na de

Main tujhko oh jeene na doon
Yeh ishq hai to ishq hai
Aur kuchh bhi hone na doon

Main mujhko oh khone na doon
Tu hi tu oh hone lagun
Yeh ishq hai to ishq hai
Aur kuchh bhi hone na doon

Dil apni haddon se nikal kar
Teri had mein jaa baitha hai

Dariya si beh na jaaun
Tera main kinaara chahun
Thaam le aa thaam le tu mujhko

Khud ko ganwana chahun
Tujhme samana chahun
Bharle na baahon mein mujhko

Dariya si beh na jaaun
Tera main kinaara chahun
Thaam le aa thaam le tu mujhko
Khud ko ganwana chahun
Tujhme samana chahun
Bharle na baahon mein mujhko

Haan mauka bhi hai marzi bhi hai
Dono bhi hain
Man tera bhi hai mera bhi hai
Pagalpan karein chal

Tu mujhko oh jeene na de
Main tujhko oh jeene na doon
Yeh ishq hai to ishq hai
Aur kuchh bhi hone na doon

Advertisement


Dil Apni Haddon Se Song Detail

Film/Album: Virgin Bhanupriya
Lyrics by: Manoj Yadav
Singer: Jyotica Tangri
Composer: Chirantan Bhatt